Home MimWorld Fatiha Ka Tarika In English

Fatiha Ka Tarika In English

933
Fatiha Ka Tarika
Fatiha Ka Tarika

Fatiha Ka Tarika In English – Asslamo Alaikum Dosto Is Post Me App Janenge Fatiha Ka Tarika English Me (Fatiha Ka Tarika In English) . Fatiha Kis Tarah Padhi Jatihai , Fatiha Me Kya Padha Jata Hai . Aur Fatiha Mein Koun-si Surat Padhi Chahiye , Kabristan Me Fatiha Kese Padhe ,

In Sare Sawalo  Ke Jawab Bhi Apko Mil Jayenge Aur Fatiha Kese Dee Jati Jati Hai , Wo Bhi Apko Isi Post Mein Padhne Ko Milegaa

Mere Pyaro Bhai-Bahno Ghar Me Koi Bhi Function Ho Ya Marhum Ke Isale Sawab Ke Liye Fatiha Khwani Rakhi Ho Sabka Tarika Ek Hi Hai. Jo Is Post Melega.

Fatiha Ka Tarika English

Fatiha Khushi Ke Mouke Par Allah Taa’ala Ka Shukr Adaa Karne Ke Liye Dee  Jati Hai Aur Gham Mein Sabr Karne Ki Niyat Se Dee Jati Hai .

Dono Mouko Par Fatiha Khwani Ke Baad Duaa Ki Jati Hai Ki Allah Taa’al Hame Khushiya De , Aur Sabre Jameel Ataa Kare. Aur Hamare Bade Bujurg Jo Is Duniya Se Jaa Chuke Hai Unhe Rahat De.  Aur Unke Darjat Mein Bulandi Ataa Farmaye.

Q- Fatiha Mein Kya Padha Jata Hai ?

Ans- Fatiha Mein Quraan Ki Ayate Padhi Jati Hai . Aur Nabiye Pak Ko Darood Sharif Ka Nazarana Bheja Jata Hai .

Q.Fatiha Kyu Padhi Jati hai ? 

Ans- Fatiha Khwani Ke Jariye Marhum Ko Isaale Sawab Kiya Jata Hai . Kyunki Jo Mar Gaya Usne Duniya Me Jo Amal Kiye Uska Hisab Marne Ke Baad Hoga . Magar Marhum Ke Liye Isale Sawab Karne Ke Liye Jab Quraan Ki Ayate Padhi Jati hai .

Aur Nabiye Paak Par Darood Padha Jata Hai To Allah Kareem Apne Fazlo Karam Se Marhum Ko Kabr Ke Azab Se Chutkara Deta Hai . Aur Allah Kareem Chahe To Marhum Ki Maghfirat Bhi Farmade ! Matlab Allah Kareem Chahe To Marhum Ke Saare Gunaah Muaaf Karde . Aur Marhum Ko Jannat Ataa Karde .

Fatiha Ka Tarika

Dosto Mein Ab Apko Fatiha Ka Mukammal Tarika Batane Wala Hu Lihaja Post Puri Padhe .

Sabse Pahle Wazu Karna Hai . Wazu Karne K Baad Qibla Ki Taraf Muh Karke Beth Jaaye , Aur Jis Bhi Chij Par Fatiha Deni Ho Use Agar Chahe To Apne Samne Rakhle. Nahi Bhi Rakhenge To Fatiha Ho Jayegi .

Koi Bhi Chij Dhaki Hui Ho To Use kholde , Loban Agarbatti Sulgakar Fatiha Ki Chijo Se Dur Rakhe .

Bismillah Hirrahman Nirrahim –

Sabse Pahle 11-11 Martba Darood Sharif Padhe . Fir Quran Ki Jo Bhi Surah Apko Yaad Ho Padhe . Nahi To Jo Mein Bataa Rahaa Hu Wo Padhe –

Fatiha Ka Tarika In English

1.Darood Sharif – 1 , 3, Ya 11 Martba
2.Surah Kafirun – 1-Martba
3.Surah Ikhlas – 3 Martba
4.Surah Falaq  – 1-Martba
5.Surah Naas  – 1-Martba
6.Surah Fatiha – 1-Martba
7.Surah Baqrah – Ayat-1,2,3,4,5,163 1 Martba
8.Surah Araf-       Ayat – 56 1 Martba
9.Surah Ambiya – Ayat – 107 1 Martba
10.Surah Ahzab –   Ayat – 40,56 1 Martba
11.Darood Sharif 1 , 3, Ya 11 Martba

 

Fatiha Ka Mukammal Tarika Is Tarah Hai –

Bismilla Hirrahman Nirarahim

Darood Sharif –

Allahumma Salli Alaa Sayyedina Muhammadiv w Alaa Aali Sayyedina Muhammdin Kamaa Sallaiyta Alaa Ibrahima w Alaa Aali Ibrahima Innka Hamidun Mazid.

Allahumma Bariq Alaa Sayyedina Muhammadiv w Alaa Aali Sayyedina Muhammdin Kamaa Baraqta Alaa Ibrahima w Alaa Aali Ibrahima Innka Hamidun Mazid.

Sallallaho Alaihi Wasallam 

Surah Kafiraun- 1 Martba

Bismillaahir Rahmaanir Raheem
#Qul yaa-ai yuhal kaafiroon
*Laa a’budu ma t’abudoon
#Wa laa antum ‘aabidoona maa a’bud
*Wa laa ana ‘abidum maa ‘abattum
#Wa laa antum ‘aabidoona ma a’bud
*Lakum deenukum wa liya deen.

Surah Ikhlas – 3 Martba

Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Qul huwal laahu ahad.*
Allah hus-samad*.
Lam yalid wa lam yoolad.*
Wa lam yakul-lahu kufuwan ahad.*

Surah Falaq – 1 Martba

Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Qul a’uzoo bi rabbil-falaq.*
Min sharri ma khalaq.*
#Wa min sharri ghasiqin iza waqab.*
*Wa min sharrin-naffaa-saati fil ‘uqad.*
#Wa min shar ri haasidin iza hasad.*

Surah Naas-  1 Martba

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

Qul a’uzu birabbin naas.
Malikin naas.
Ilaahin naas.
Min sharril was waasil khannaas.
Al lazee yuwas wisu fee sudoorin naas.
Minal jinnati wan naas 

Surah Fatiha – 1 Martba

Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Alhamdu lillaahi Rabbil ‘aalameen
Ar-Rahmaanir-Raheem
Maaliki Yawmid-Deen
Iyyaaka na’budu wa lyyaaka nasta’een
Ihdinas-Siraatal-Mustaqeem
Siraatal-lazeena an’amta ‘alaihim ghayril-maghdoobi ‘alaihim wa lad-daaalleen

Surah Baqrah- Ayat -1,2,3,4 , 163 , Surah Araf-Ayat -56, Surah Anbiya Ayat- 107, Surah Ahzab Ayat – 40,56

Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Alif-Laaam-Meeem
Zaalikal Kitaabu laa raiba feeh; hudal lilmuttaqeen
Allazeena yu’minoona bilghaibi wa yuqeemoonas salaata wa mimmaa razaqnaahum yunfiqoon
Wallazeena yu’minoona bimaa unzila ilaika wa maaa unzila min qablika wa bil Aakhirati hum yooqinoon
Ulaaa’ika ‘alaa hudam mir rabbihim wa ulaaa’ika humul muflihoon

Wa ilaahukum illaahunw waahid, laaa ilaaha illaa Huwar Rahmaanur Raheem. inna rahmatal laahi qareebum minal muhsineen . Wa maaa arsalnaaka illaa rahmatal lil’aalameen .

Maa kaana Muhammmadun abaaa ahadim mir rijaalikum wa laakir Rasoolal laahi wa Khaataman Nabiyyeen; wa kaanal laahu bikulli shai’in ‘Aleema . Innal laaha wa malaaa’i katahoo yusalloona ‘alan Nabiyy; yaaa aiyuhal lazeena aamanoo salloo ‘alaihi wa sallimoo tasleemaa

Darood Sharif – 1 Martba

Allahumma Salli Alaa Sayyedina Muhammadiv w Alaa Aali Sayyedina Muhammdin Kamaa Sallaiyta Alaa Ibrahima w Alaa Aali Ibrahima Innka Hamidun Mazid.

Allahumma Bariq Alaa Sayyedina Muhammadiv w Alaa Aali Sayyedina Muhammdin Kamaa Baraqta Alaa Ibrahima w Alaa Aali Ibrahima Innka Hamidun Mazid.

Sallallaho Alaihi Wasallam 

Dua-

A Allah Mene Tera Kalima Padha.  AUr Jo Kuch  Yah Tabarruk Hajir Hai. Ise Apni Bargah Mien Qubul Farma. Isme Jo Kuch Galtiya Ho , APne Fazlo Karam Se Muaf Farma. Aur Inka Sawab Ham Sabke Aaqa W Moula Hujoor Muhammad Sallallaho Alaihi Wasallam Ki Bargaah Me Batoure Nazrana Pesh Karte Hai .  Qubul Farma. 

Fir Hujoor Ke Sadke Tufail Me Jumla Ambiya Iqram Alaihi Mussalam Ki Aarwahe Teyyibaat Ko Hadyatn Tohfatan Pesh Farma. FIr Hujoor Ke Sadke Me W AMbiya Kiram Ke Wasile Se Jumla Sahabaye KIraam W Azwaze Mutahrat Taabieen w Tab-e Tabieen w Jumla Aouliya Kiraam W Bujurganedin Rizwanullahi Taaala Alaihim Ajmaeen  Ki  Arwahe Tayyebaat Ko Iska Sawab Ataa Farmaa.

Shahidane karbla Ko Iska Sawab Pahuncha . Hazrat Adam Alaihissalam Se Lekar Ab Tak Tamaam Ambiya , Tamaam Aouliya , Nabi , Rasool , Sahaba , Ahle Bait Tamam Ummat Aur Valiyo Ko Jo Teri Bargaahe Rehmat Me Aa Chuke Hai , Unko Iska Sawab Ataa Kar . FIr In Bujurgaane Deen Ki Wasile Se Tamam Mominin w Mominaat Ki Ruho Ko Iska Sawab Ataa Farmaa.

Bil Khusus ……………………... Ko Iska Sawab Ataa Farmaa.

Note- Bil Khusus Ke Baad Jiske Naam Ki Fatiha Ho Uska Naam Le . 

IInnal laaha wa malaaa’i katahoo yusalloona ‘alan Nabiyy; yaaa aiyuhal lazeena aamanoo salloo ‘alaihi wa sallimoo tasleemaa

Darood Sharif – 1 Martba

Allahumma Salli Alaa Sayyedina Muhammadiv w Alaa Aali Sayyedina Muhammdin Kamaa Sallaiyta Alaa Ibrahima w Alaa Aali Ibrahima Innka Hamidun Mazid.

Allahumma Bariq Alaa Sayyedina Muhammadiv w Alaa Aali Sayyedina Muhammdin Kamaa Baraqta Alaa Ibrahima w Alaa Aali Ibrahima Innka Hamidun Mazid.

Sallallaho Alaihi Wasallam > Haq Lailaha Illallah Muhammadur Rasulullah 

Is Tarah Se Fatiha Mukammal Hui .

Note- Fatiha Agar Gyarvi Sharif Ki Ho To Bil Khusus Ki Hujoor Gouse Azam Ka Naam Le , Kisi Mazar Pe Fatiha Khwani Ho To Sahibe Mazaar Ka Naam Le , Kabristan Mein Fatiha De Rahe Ho To Sahibe Kabr Ka Naam Le ,

Mere Pyare Dosto Yehi Tha Fatiha Ka Tarika Ummed Karta Hu Apko Samajh Mein Aa Gaya Hogaa , Aur Ab Aap Is Mein Dekhkar Bhi Fatiha Lagaa Sakte Ho.

Agar Aap Hindi Me Yahi Post Padhna Chahte Ho To Is Link Pe Click Kariye –

फातिहा देने का सही और सुन्नी तरीका

Dosto Abhi Meine Apko Puri Fatiha Ka Tarika Bataya , Ab Isme Jo Quran Ki Aaye Padhi Gayi Hai Wo Sab Arabi Mein Bhi Bata Rahaa Hu Taki Apko Samajhne Mein Koi Pareshani Na ho

Fatiha K Tarika- 

Darood Sharif – 1

Surah Kafirun – 1 Time

بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ

قُلْ يَٰٓأَيُّهَا ٱلْكَٰفِرُونَ
 لَآ أَعْبُدُ مَا تَعْبُدُونَ
 وَلَآ أَنتُمْ عَٰبِدُونَ مَآ أَعْبُدُ
 وَلَآ أَنَا۠ عَابِدٌ مَّا عَبَدتُّمْ
 وَلَآ أَنتُمْ عَٰبِدُونَ مَآ أَعْبُدُ
 لَكُمْ دِينُكُمْ وَلِىَ دِينِ

Surah Ikhlas – 3 TIme

بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ
قُلْ هُوَ ٱللَّهُ أَحَدٌ
ٱللَّهُ ٱلصَّمَدُ
لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ
وَلَمْ يَكُن لَّهُۥ كُفُوًا أَحَدٌۢ

Surah Falaq – 1 Time

بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ
قُلْ أَعُوذُ بِرَبِّ ٱلْفَلَقِ
مِن شَرِّ مَا خَلَقَ
#وَمِن شَرِّ غَاسِقٍ إِذَا وَقَبَ#
*وَمِن شَرِّ ٱلنَّفَّٰثَٰتِ فِى ٱلْعُقَدِ*
#وَمِن شَرِّ حَاسِدٍ إِذَا حَسَدَ#

Surah Naas – 1 Time

بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ
 قُل أَعوذُ بِرَبِّ النّاسِ
مَلِكِ النّاسِ
إِلٰهِ النّاسِ
مِن شَرِّ الوَسواسِ الخَنّاسِ
الَّذى يُوَسوِسُ فى صُدورِ النّاسِ
مِنَ الجِنَّةِ وَالنّاسِ

Surah Fatiha – 1 Time 

 بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيمِ
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
الرَّحْمَنِ الرَّحِيمِ
مَالِكِ يَوْمِ الدِّينِ
إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ
اهْدِنَا الصِّرَاطَ الْمُسْتَقِيمَ
صِرَاطَ الَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِمْ غَيْرِ الْمَغْضُوبِ عَلَيْهِمْ وَلَا الضَّالِّينَ

Surah Baqrah- Ayat -1,2,3,4 , 163 , Surah Araf-Ayat -56, Surah Anbiya Ayat- 107, Surah Ahzab Ayat – 40,56

بِسْمِ ٱللَّهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ
 الٓمٓ
 ذَٰلِكَ ٱلْكِتَٰبُ لَا رَيْبَ ۛ فِيهِ ۛ هُدًى لِّلْمُتَّقِينَ
 ٱلَّذِينَ يُؤْمِنُونَ بِٱلْغَيْبِ وَيُقِيمُونَ ٱلصَّلَوٰةَ وَمِمَّا رَزَقْنَٰهُمْ يُنفِقُونَ
 وَٱلَّذِينَ يُؤْمِنُونَ بِمَآ أُنزِلَ إِلَيْكَ وَمَآ أُنزِلَ مِن قَبْلِكَ وَبِٱلْءَاخِرَةِ هُمْ يُوقِنُونَ
 أُو۟لَٰٓئِكَ عَلَىٰ هُدًى مِّن رَّبِّهِمْ ۖ وَأُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْمُفْلِحُونَ

 وَإِلَٰهُكُمْ إِلَٰهٌ وَٰحِدٌ ۖ لَّآ إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ ٱلرَّحْمَٰنُ ٱلرَّحِيمُ

إِنَّ رَحْمَتَ ٱللَّهِ قَرِيبٌ مِّنَ ٱلْمُحْسِنِينَ

وَمَآ أَرْسَلْنَٰكَ إِلَّا رَحْمَةً لِّلْعَٰلَمِينَ

مَّا كَانَ مُحَمَّدٌ أَبَآ أَحَدٍ مِّن رِّجَالِكُمْ وَلَٰكِن رَّسُولَ ٱللَّهِ وَخَاتَمَ ٱلنَّبِيِّۦنَ ۗ وَكَانَ ٱللَّهُ بِكُلِّ شَىْءٍ عَلِيمًا

إِنَّ ٱللَّهَ وَمَلَٰٓئِكَتَهُۥ يُصَلُّونَ عَلَى ٱلنَّبِىِّ ۚ يَٰٓأَيُّهَا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ صَلُّوا۟ عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا۟ تَسْلِيمًا

Fir Darood Sharif Aur Baki Sab Wahi Jo Upa Bataya Hai .

Previous articleSurah Fatiha In English (Quran Surah 1)
Next articleeid ul adha ki namaz ka tarika in english